Eid-ul-Adha Mubarak: Paigham-e-Jahan-e-Such - Daily Jahan-e-Such
![]() |
Roznama Jahan E Such ki janib se tamam aalam-e-Islam ko Eid-ul-Adha ki bahut bahut mubarak baad! 🌙🕋
Is pur-musarrat mauqe par, hum Allah se dua go hain ke woh humari qurbaniyon aur ibadat ko apni bargah mein qubool farmaye. Aayiye, is eid par Hazrat Ibrahim (A.S) aur Hazrat Ismail (A.S) ki azmat-e-qurbani ko yaad rakhte hue, apne aas-paas ke zarurat-mand bhaiyon aur behnon ki khushiyon ka bhi khayal rakhein.
Khushiyan baantein, mohabbat phailayein aur eid ki khushiyon mein sab ko shamil karein. Eid Mubarak! ✨
#JahanESuch #EidUlAdha #EidMubarak #Mardan #KPK #CommunityService #Pakistan
